Aise vachan jo apko himmat nahi harne denge
Aise vachan jo apko himmat nahi harne denge
- Kamayabi ke pinche mat bagho, kabil bano,kamayabi tumahre pinche bagh kar aayegi.
- Jo kaam duniya ko namumkin lage , wahi mauka hota hai kartab dikhane ka.
- Bade se bada business paise se nahi , ek bade idea se bada hota hai.
- Mein uthna chahta hoon, duadna chahta hoon, girna bhi chahta hoon.....bas rukna nahi chahta.
- Najdiki fayda dekhne se phele dur ka nuksan dekhna chaiye.
- Jab tak haar nahi hoti na.....tab tak aadmi jita hua rahta hai.
- War karna hai to samne wale ke goal par nahi,samne wale ke dimag par karo....goal khud v khud ho jayega.
- Kabhi kisko itna bhi mat darayo ki dar hi khatam ho jaye.
- Duniya mein do tarah ke log hote hai winner and losser....lekin jindigi har looser ko ek muka jaroor deti hai jisme wah winner wan sakta hai.
- Jo harta hai wahi to jitne ka matalab janta hai.
- Agar kisi cheez ko dil se chaho to puri kaynat use tumse milane ki kosis mein lag jati hai.
- Rashte ki parvah karoonga to manjil buraa maan jayegi.
No comments:
Post a Comment