Search This Blog

Tuesday, 5 July 2016

Aise karein B.P ko kabu mein

Aise karein B.P ko kabu mein
Tulsi ki patee:- tulsi ka pataa micro-nutrients aur anti-oxidant se bharpur hota hai. Isme potassium, magnesium aur copper bhi hota hai. Jo raktchap ko nayantrit karne ka kaam karte hai. raktchap ki samasya ko khatam karne mein tulsi ke pataa kafi upyogi hota hai. Lagbhag 15 tulsi ke pato ka rash nikalkar usme sahad milakar har subah khali pet khayein. Har din iska juice pine se low B.P mein rahat milti hai.
Kishmis:- Ek katori mein pani aur 25-30 kishmis dalein aur raat bhar ke liye bhigokar rakh dein. Subah uthkar khali pet kismis khayein aur panni ko pi lein.
Badam:- badam magnesium, iron,calcium aur phosphorus ka bhatreen strot hai . badam mein phitosterolls bhi hota hai, jo cholesterol ko bhi kam karne mein  madad karta hai, badam ke ye gun low B.P  ki samasya se chhutkara dene mein use madadgar banate hai.7-8 Badam raat bhar ke liye paani mein bhigo dein. Subah badam ka chhilka utarka uska paste bana lein. Dood(milk) ke saath ise ubalein aur apni pasand ke ansur thanda ya garm piye.
Multhi:- low B.p  ko control karne mein multhi kargar sabit ho sakti hai char cup paani mein multhi ka e tukda dalein aur do ghante ke liye bhigyoe . ab is paani ki ubalein aur ise nahane ki gungune paani mein milkar nahyein. Agar apke ghar mein bath tub ho to bhatar hoga ki aap usmein gungune paani mein bhetein.
Chukandar ka juice:- kachhe chukandar ka juice low B.P ke saath- saath high B.P mein bhi karagar sabit hoga. Low B.P se nijat pane ke liye har din do baar ek –ek cup chukandar ka juice piye

click for yoga

No comments:

Post a Comment