Apne mata pita ka samman kaise karein
- · Unki upshtiti mein apane phone ko dur rakho!!!
- · Ve kya khe rahe hai us par dhayan do!!!
- · Unaki ray swekaray!!!
- · Unaki baat- chit mein samil ho!!!
- · Unehe samman ke sath dekhe!!!
- · Hamesha unki prashansha kare!!!
- · Unko achha samachar jaroor sunaye!!!
- · Unke shat bura samachar batane se bache!!!
- · Unke dwara kiye gaye achhe kam sadev yad rakhen!!!
- · Unki samne kanafusi na kare!!!
- · Unke vicharon ko na to bekar bataye na hi unki alochana kare!!!
- · Unke samne tamij se baitein!!!
- · Atit ki dardnak bataon ko na dauhrayien!!!
- · Unki salah aur nirdhesh svikar kare!!!
- · Unki umar ka samman kare!!!
- · Unke sath unchi aavaj mein bat na kare!!!
- · Unke dost aur priyajan se achhi tarah se bolein!!!
- · Unhe ghurein nahi!!!
- · Kahne se pahle unke kam kare!!!
- · Niyamat roop se unke pas jayein !!!
No comments:
Post a Comment