Safal Jeeven ke sutra(2)
*Mahnata*
Mahanta kabhi na girne mein nahi valki har vaar gir kar uth
jane mein hai …
*Galtiyaan*
Agar aap samaya par apni galtiyo ko svikar nahi karte hai to
aap ek aur galti kar beithte hai, aap apni galtiyon se tbhi sikh sakte hai jab
aap apni galtiyon ko svikar karte hai….
*Chinta*
Agar aap un baato aur parisththiyaon ki vajah se chintit ho
jate hai ,jo apke niyantran mein nahi to iska parinaam samaya ki varvadi aur
vavishya pachtava hai….
*Sakti*
Brhaman ki saari saktiyaan phele se humari hai vo hum hai jo
apni aankho par haath rakh lete hai aur fir rote hai ki kitna andhkar hai
*Atmavishvas*
Agar kisi cheej ko dil se chaho to puri kayanat usse tumse
milane mein lag jati hai
*Mehnat*
Hum chahe to apne atmavishvas aur mehnat ke bal par apna
bhgya khud likh sakte hai aur agar humko apna bhagya likhana nahi aata to
parsthitiyan humara bhagya likh dengi
No comments:
Post a Comment